Followers

Poultry farm ke maalik

Poultry farm ke maalik ne sabhi Murgiyon ko order diya.

"Agar tum logon ne kal se 2-2 ande nahi diye to kal se tumhara dana pani band."

Murgiya dar gayi ....sab ne 2-2 ande diye magar ek ne sirf ek anda hi diya"

Malik "Tum ne 1 anda hi diya hai?".

.

.

..

.

Jawab mila.

.

..

..

.

..

"Sir ye anda aapke dar ki wajah se diya hai, varna main to Murga hoon"